Mein Behak Sakoon Ye Majal Kya

Mein Behak Sakoon Ye Majal Kya By Fasihuddin Soharwardi Mp3 Free Download. Mein Behak Sakoon Ye Majal Kya Lyrics.

Mein Behak Sakoon Ye Majal Kya Lyrics

Main Behek Sakoon Ye Majaal Kya, Mera Rahnuma Koi Aur Hai

Mujhe Khoob Jaan Lein Manzilein, Ye Shikasta Pa Koi Aur Hai

Jo Tumhari Jaali Se Muttasil, Hai Sutu Ke Picche Khajil Khajil

Nahi Main Nahin Wo Mareeze Dil, Na Meray Siwa Koi Aur Hai

Meri Iltija Hai Yeh Dosto, Kabhi Tum Jo Soo-e-Haram Chalo

To Bana ke Sar ko Qadam Chalo, Ke Yeh Raasta Koi Aur Hai

Hai Tujhe Khabar Shah-e-Eeno’aan, Meri Wajhe Raahate Qalbo Jaan

Na Tere Siwa Koi Aur Tha, Na Tere Siwa Koi Aur Hai

Ye Guman Tha Kaee Saal Say, Ye Yaqeen Hai Kahin Roz Se

Mere Dil Se Ghumbad e Sabz Ka, Ye Muamla Koi Aur Hai

Main Jo Door Arze Haram Se Tha, Hui Khulde Gosh Haseen Sada

Hai Isi Mein Maajid e BeNawa, Ke Yeh Kaafila Koi Aur Hai

Syed Fasihuddin Soharwardi

Fasihuddin Soharwardi Mp3 naats free downloadSyed Fasihuddin Soharwardi is one of the most popular Naat Khawan and Nasheed reciter in the Muslim world. He was born on 1957 in Karachi. Fasihuddin Soharwardi started reciting Nasheed at the age of five. He has a unique style with a powerful voice to recite Naats. He has traveled to various countries to attend the Mahafil-e-Naats. Fasihuddin Soharwardi has recited thousands of Naats and Nasheeds. Most of his recited Naats are in Urdu but he also recited in Punjabi, Arabic & Persian. He is greatly impressed by his father Syed Riazuddin Soharwardy. He has released more than 60 albums. Some of his popular Naats are ‘Khuda Ka Zikr Karey, Main Tu Panjtan Ka Ghulam Hoon. Ay Subz gumbad walay. Some of the most famous Naats of Fasihuddin Soharwardi listed below.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *