Kabay Ki Ronaq Kabay Ka Manzar

Kabay Ki Ronaq Kabay Ka Manzar By Farhan Ali Qadri, Kabay Ki Ronaq Kabay Ka Manzar Mp3 Download. Kabay Ki Ronaq Lyrics, Kabay Ki Ronaq Naat Written In Urdu.

Kabay Ki Ronaq Lyrics

Kaabe ki ronak Kaabe ka manzar Allahu Akbar Allahu Akbar

Dekhu to dekhe jau barabar Allahu Akbar Allahu Akbar

Hairat se khud ko kabhi dekhta hu Aur dekhta hu kabhi mai haram ko

Laya kahan mujhko mera muqaddar Allahu Akbar Allahu Akbar

Hamd e Khuda se tar hai zabane Kaano me rass ghoolti hai azaane

Bus ek sada aa rahi hai barabar Allahu Akbar Allahu Akbar

Mangi hai maine jitni duae Manzoor hongi maqbool hongi

Mizaab e Rehmat hai mere sar par Allahu Akbar Allahu Akbar

Tere karam ki kya baat Maula Tere haram ki kya baat Maula

Taa umr karde aana muqaddar Allahu Akbar Allahu Akbar

Yaad aagayi jab apni khataye Ashko me dhalne lagi iltijae

Roya Gilaf e Kaaba pakad kar Allahu Akbar Allahu Akbar

Dekha Safa bhi Marwa bhi dekha Rab ke karam ka jalwa bhi dekha

Dekha rawa ek saron ka samandar Allahu Akbar Allahu Akbar

Kaabe ke upar se jaate nahi hai Kisko sabak yeh sikhate nahi hai

Kitne moadab hai yeh kabutar Allahu Akbar Allahu Akbar

Bheja hai jannat se tujhko Khuda ne Chuma hai tujh ko khud mere Mustafa ne

Aye Hajr e Aswad tera muqaddar Allahu Akbar Allahu Akbar

Jis par nabi ke kadam ko sajaya Apni nishani keh ke bataya

Mehfooz rakha Rab ne yeh patthar Allahu Akbar Allahu Akbar

Farhan Ali Qadri

Farhan Ali Qadri is one of the most popular Naat Khawan in Pakistan and around the world. His naats are in Urdu, Punjabi, Sariki, Sindhi & Balochi languages. He started reciting naats just at the age of five. He got fame with his melodious voice and unique style. Farhan has performed in every corner of Pakistan and all over the world. He is capable of performing for hours.

He was born in 1995 in Jacobabad. Farhan Ali named by his elder brother Hamid Ali. He got his training of reciting naats from Sheikh Muhammad Shafi of Jacobabad. In his early days, he performed locally in Milads and school events. He won many prizes at school, district, provincial and national level. His first popular naat was “Noor Wala aya hai”. His first album was released in 2006 and in the next two years, he released three more albums. All his albums are super duper hits. He won PTV award and numerous awards for his heart touching naat Khawani. Nowadays he is performing in more than one event daily.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *