Haqeeqat Mein Woh Lutfe Zindagi

Haqeeqat Mein Woh Lutfe Zindagi By Owais Raza Qadri, Haqeeqat Me Wo Lutfe Zindagi Mp3. Jo Yaad-E-Mustafa Se Mp3 Download, Haqeeqat Mein Woh Lutfe Zindagi Lyrics.

Haqeeqat Mein Woh Lutfe Zindagi Lyrics

Haqeeqat me woh lutfe zindagi paya nehi karte
Jo yaad e Mustafa se dil ko behlaya nahin kartay

Zaban per shikwae ranj o alam laya nahin karte
Nabi kay naam lewa gham say ghabraya nahin karte

Yeh darbaar e Mohammad hai yahan apnoon ka kiya kehna
Yahaan se hath khali gheir bhi jaya nehi karte

Are o na samaj qurbaan hoja Inke roze par
Yeh lamhe zindagi me baar baar aya nehin karte

Yeh he darbaar e Muhammed hai yahaan milta hei bemange
Are nadan yahaan daman ko phelaya nehi karte

Madinay jo bhi jata hai, woh jholi bhar kay lata hai
Sakhi data hain khali haath lotaya nahin kertay

Mohammad Mustafa key bagh key sabh phool aise hain
Jo bepani ke tar rehte hain murjaya nahi karte

Nadamat sath le kar hashr mein ae aasio jana
Suna hei sharm waloon ko woh sharmaya nehi karte

Jo unke damaan e rehmet say wabasta hai ae Hamid
Kisi kay samnay woh haath phelaya nehi karte

Mohammad Mustafa ki shaan e rehmet to zarah dekho
Sittam sehte to hain lekin sittam daya nehi karte

Aggar ho jazba e sadiq to aksar humne dekha he
Woh khud tashreef le ate hain tarpaya nehi karte

Haqeeqat me woh lutfe zindagi paya nehi karte
Jo yaad e Mustafa se dil ko garmaya nehi karte

Owais Raza Qadri MP3 Naats Free DownloadOwais Raza Qadri

Owais Raza Qadri is undoubtedly one of the best Naat Khawan in the world. He is also known as Bulbul-e-Madina. He has millions of fans worldwide who love his melodious voice. Alhaj Owais Raza Qadri was born on 1970 in Karachi. He started Naat Khawani at the age of 8. He was married in 1994 in Madina Sharif and has four children. Owais Qadri is greatly inspired by Yousuf Ashrafi late. His several albums have released and his first album was released in 1983.

He has traveled worldwide to attend the Mehfil-e-Naats and Mehfil-e-Milad. His travels destinations include most of the countries where the Muslim resides. He advised to newcomers that Naat Khawani, not a profession but an Ibadat. Before starting Naats Khawani essential knowledge should be learned. Furthermore, Naat Khawans should follow the teachings of Islam and Sunnah of the Holy Prophet (PBUH). The fans from all over the world love his sweet and melodious voice. He has recited many classic Naats. We will try to provide you the all classic Naats of Owais Raza

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *