Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar

Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar mp3 download by Waheed Zafar Qasmi. Naat Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar lyrics in Urdu. Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar by Waheed Zafar Qasmi mp3 audio free download.

Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar Lyrics

Faslon ko takalluf hai hum se agar
Hum bhi be-bas nahi be-sahara nahi
Khud unhi ko pukarenge hum dur se
Raaste me agar paun thak jaayenge

Jaise hi Sabz Gumbad nazar aayega
Bandagi Ka qareena badal jaayega
Sar jhukane ki fursat milegi kise
Khud hi aankhon se sajde tapak jaayenge

Hum Madine me tanha nikal jaayenge
Aur galiyon me qasdan bhatak jaayenge
Hum wahan jaake wapas nahi aayenge
Dhundte dhundte log thak jaayenge

Naam unka jahan bhi liya jaayega
Zikr unka jahan bhi kiya jaayega
Noor hi Noor sinon me bhar jaayega
Saari Mehfil me jalwe lapak jaayenge

Aye Madine ke zaair khuda keliye
Dastaan-e-safar mujhko yoon mat suna
Dil tadap jaayega baat badh jaayegi
Mere mohtat aansu chalak jaayenge

Unki chashm-e-karam ko hai iski khabar
Kis musafir ko hai kitna shauq-e-safar
Hum ko IQBAL jab bhi ijaazat mili
Hum bhi Aaqa ke Darbaar tak jaayenge

Waheed Zafar Qasmi

Waheed Zafar Qasmi mp3 naats free downloadWaheed Zafar Qasmi was born in 1962. He was a famous Naat khawan and Qari. He Hifz the Quran-e-Majeed at the age of nine years. Qari Waheed Zafar Qasmi started his career from Radio Pakistan in 1970. His most beautiful recitation of Quran gives him international recognition. He taught Quran Majeed for many years on PTV. He won many national and international awards including Pride of performance award in 1984. His first popular Naat is Allah Hu Allah Hu. Some other popular Naats are Faslon Ko Takalif hay, Zahe muqadar & Midhat us ki. Naat Khawan like Umme Habiba, Javed Akhtar, Roshan Ara Samad are students of Qasmi Sahib.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *