Darpesh Ho Taiba Ka Safar

Darpesh Ho Taiba Ka Safar By Farhan Ali Qadri, Darpesh Ho Taiba Ka Safar Kaisa Lage Ga Naat Lyrics. MP3 Listen of Download.

Darpesh Ho Taiba Ka Safar Lyrics

Darpesh ho taiba ka safar kaisa lage ga
Guzrain jo wahan shaam o sehar kaisa lage ga

Ae kash madine main mujhe maot youn aye
Kadmoon main ho sarkar ke sar kaisa lage ga

Ae pyare khuda dekhoon main sarkar ka jalwa
Mil jaye dua to jo asar kaisa lage ga

Allah karam aisa kare tujh peh jahan main
Ae dawat-e-islami teri dhoom machi ho

Aaqa ka ghada hoon ae jahanum tu bhi sun le
Wo kaise jalle jo ke ghullam-e madni ho

Ae kash main ban jaoon madine ka musafir
Phir rothi huwi taiba ko baraat challi ho

Jab door se hai itna haseen gumbad-e-hazra
Iss paar ye aalum hai udhaar kaisa lage ga

Aa jayen mere ghar main agar rehmat-e-aalim
Main kesa lagoon ga mera ghar kesa lage ga

Taiba ki saadath to youn pathe hain hazaroon
Murshid ka saath ho jo safar kaisa lage ga

Payee Munawar ne kazza dar pe Nabi  ke
Aajaye watan aesi habbar kaisa lage ga.

Farhan Ali Qadri

Farhan Ali Qadri is one of the most popular Naat Khawan in Pakistan and around the world. His naats are in Urdu, Punjabi, Sariki, Sindhi & Balochi languages. He started reciting naats just at the age of five. He got fame with his melodious voice and unique style. Farhan has performed in every corner of Pakistan and all over the world. He is capable of performing for hours.

He was born in 1995 in Jacobabad. Farhan Ali named by his elder brother Hamid Ali. He got his training of reciting naats from Sheikh Muhammad Shafi of Jacobabad. In his early days, he performed locally in Milads and school events. He won many prizes at school, district, provincial and national level. His first popular naat was “Noor Wala aya hai”. His first album was released in 2006 and in the next two years, he released three more albums. All his albums are super duper hits. He won PTV award and numerous awards for his heart touching naat Khawani. Nowadays he is performing in more than one event daily.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *