Aane Walo Yeh To Batao

Urdu naat aane walo yeh to batao mp3 download by Khursheed Ahmed. Aanay walo yeh to batao naat lyrics in Urdu, aane walo yeh tu batao naat mp3 download.

Aane Walo Yeh To Batao Lyrics

Aane walo yeh to batao sheher madina kaisa hai
Sar unke qadmon mein rakhkar Jhuk kar jeena kaisa hai
Aane walo yeh to batao sheher madina kaisa hai

Gumbadh khazra ke saaye mein baith ke tum tu aaye ho
Us saaye mein rab ke aage sajda karna kaisa hai
Aane walo yeh tu batao sheher madina kaise hai

Dil aankhein aur rooh tumhaari lagti hai sairab mujhe
Dar pe unke baith ke aage zam zam pina kaisa hai
Aane walo yeh to batao sheher madina kaisa hai

Deewano Aankhon se tumhari itna pooch to leno do
waqt dua roze pe unke aansoo bahana kaisa hai
Aane walo yeh tu batao sheher madina kaisa hai

Waqt ruqsat dil ko apne chod wahan tum aaye ho
Yeh batlaao ishrat unke dar se bichad na kaisa hai
Aane walo yeh tu batao sheher madina kaisa hai
sar unke qadmon mein rakhkar jhuk kar jeena kaisa hai

Khursheed Ahmed

Khursheed Ahmed mp3 naats free downloadKhursheed Ahmed was born on 1956 in Rahim Yar Khan. He was amongst the best Naat Khawan of his era. He was a typist in Radio Pakistan and Mehdi Zaheer introduced him on Radio Pakistan. Alhaj Khursheed Ahmed recited Naats in various languages includes Urdu, Arabic, Persian, Sindhi Pashto etc. His first Naat on PTV was in 1978. He got fame from the Naat Zameen o Zaman Tumharay Liye. Some other popular Naats are Yeh sub-Tumhara Karam Hai Aaqa, Janay Walo Ye Tu Batao, Jashne Amade Rasool, Mehboob Ki Mehfil Ko and so on. He was awarded Pride of performance award and Nigar Award. Alhaaj Khursheed Ahmed died with Brain Hemorrhage. May Allah grant him the place in Jannat-tu-Firdus Ameen.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *