Ya Shah E Umam Ek Nazre Karam

Ya Shah E Umam Ek Nazre Karam mp3 download by Khursheed Ahmed. Naat Ya Shah E Umam Ek Nazre Karam Lyrics in Urdu. Ya Shah E Umam Ek Nazre Karam by Khursheed Ahmed audio mp3 free download.

Ya Shah E Umam Ek Nazre Karam Lyrics

Ya Shahe Umam Ek Nazre Karam
Ya Shahe Umam Ek Nazre Karam
Mori Laaj Tumhare Haath Sarkaar
Mori Nayya Laga Do Apne Karam Se Paar
Mori Nayya Laga Do Apne Karam Se Paar
Sallallah Sayyad ul Mursaleen
Sallallah Sayyad ul Mursaleen
Tooti Howi Aas Hoon Main,
Dukh se Bhara Dil Hai Mera
Nazre Karam Behre Khuda,
Koi Nahi Hai Tere Siwa
Sallallah Sayyad ul Mursaleen
Sallallah Sayyad ul Mursaleen
Ghamkhare Jaha, Taskeene Jaan,
Ek Shab To Mujhe Bhi Ho Deedar.
Mori Nayya Laga Do Apne Karam Se Paar
Mori Nayya Laga Do Apne Karam Se Paar
Ya Shahe Umam Ek Nazre Karam
Ya Shahe Umam Ek Nazre Karam
Mori Laaj Tumhare Haath, Sarkaar
Mori Nayya Laga Do Apne Karam Se Paar
Baage Iram Shehar Tera,
Jis Ki Hawa Mushke Khutan
Naam Tera Salle Alaa,
Roohe Bayaan Jaane Sukhan Sallallah Sayyad ul Mursaleen
Sallallah Sayyad ul Mursaleen
Ho Door Mere Sab Ranj o Alam
Phir Aoon Madine Main, Ek Baar
Mori Nayya Laga Do Apne Karam Se Paar
Mori Nayya Laga Do Apne Karam Se Paar
Ya Shahe Umam Ek Nazre Karam
Ya Shahe Umam Ek Nazre Karam
Mori Laaj Tumhare Haath, Sarkaar
Mori Nayya Laga Do Apne Karam Se Paar
Aaasi Hoon Main Bigre Naseeb,
Rakh Lo Bharam Rab ke Habeeb
Roohe Adab Jaane Adeeb,
Tum Hi Ho To Sab ke Tabeeb Sallallah Sayyad ul Mursaleen
Sallallah Sayyad ul Mursaleen
Makki Madani, Jannat Ke Dhani
Tum Dono Jahan Ke hoo, Mukhtaar
Mori Nayya Laga Do Apne Karam Se Paar
Mori Nayya Laga Do Apne Karam Se Paar
Ya Shahe Umam Ek Nazre Karam
Ya Shahe Umam Ek Nazre Karam
Mori Laaj Tumhare Haath, Sarkaar
Mori Nayya Laga Do Apne Karam Se Paar

Khursheed Ahmed

Khursheed Ahmed mp3 naats free downloadKhursheed Ahmed was born on 1956 in Rahim Yar Khan. He was amongst the best Naat Khawan of his era. He was a typist in Radio Pakistan and Mehdi Zaheer introduced him on Radio Pakistan. Alhaj Khursheed Ahmed recited Naats in various languages includes Urdu, Arabic, Persian, Sindhi Pashto, etc. His first Naat on PTV was in 1978. He got fame from the Naat Zameen o Zaman Tumharay Liye. Some other popular Naats are Yeh sub-Tumhara Karam Hai Aaqa, Janay Walo Ye Tu Batao, Jashne Amade Rasool, Mehboob Ki Mehfil Ko and so on. He was awarded Pride of performance award and Nigar Award. Alhaaj Khursheed Ahmed died with Brain Hemorrhage. May Allah grant him the place in Jannat-tu-Firdus Ameen.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *