Ya Shah E Umam Ek Nazre Karam mp3 download by Khursheed Ahmed. Naat Ya Shah E Umam Ek Nazre Karam Lyrics in Urdu. Ya Shah E Umam Ek Nazre Karam by Khursheed Ahmed audio mp3 free download.
Ya Shah E Umam Ek Nazre Karam Lyrics
Ya Shahe Umam Ek Nazre Karam
Mori Laaj Tumhare Haath Sarkaar
Mori Nayya Laga Do Apne Karam Se Paar
Mori Nayya Laga Do Apne Karam Se Paar
Sallallah Sayyad ul Mursaleen
Sallallah Sayyad ul Mursaleen
Nazre Karam Behre Khuda,
Sallallah Sayyad ul Mursaleen
Ek Shab To Mujhe Bhi Ho Deedar.
Mori Nayya Laga Do Apne Karam Se Paar
Ya Shahe Umam Ek Nazre Karam
Mori Laaj Tumhare Haath, Sarkaar
Mori Nayya Laga Do Apne Karam Se Paar
Naam Tera Salle Alaa,
Sallallah Sayyad ul Mursaleen
Phir Aoon Madine Main, Ek Baar
Mori Nayya Laga Do Apne Karam Se Paar
Mori Nayya Laga Do Apne Karam Se Paar
Ya Shahe Umam Ek Nazre Karam
Mori Laaj Tumhare Haath, Sarkaar
Mori Nayya Laga Do Apne Karam Se Paar
Aaasi Hoon Main Bigre Naseeb,
Roohe Adab Jaane Adeeb,
Sallallah Sayyad ul Mursaleen
Tum Dono Jahan Ke hoo, Mukhtaar
Mori Nayya Laga Do Apne Karam Se Paar
Mori Nayya Laga Do Apne Karam Se Paar
Ya Shahe Umam Ek Nazre Karam
Mori Laaj Tumhare Haath, Sarkaar
Mori Nayya Laga Do Apne Karam Se Paar
Khursheed Ahmed
Khursheed Ahmed was born on 1956 in Rahim Yar Khan. He was amongst the best Naat Khawan of his era. He was a typist in Radio Pakistan and Mehdi Zaheer introduced him on Radio Pakistan. Alhaj Khursheed Ahmed recited Naats in various languages includes Urdu, Arabic, Persian, Sindhi Pashto, etc. His first Naat on PTV was in 1978. He got fame from the Naat Zameen o Zaman Tumharay Liye. Some other popular Naats are Yeh sub-Tumhara Karam Hai Aaqa, Janay Walo Ye Tu Batao, Jashne Amade Rasool, Mehboob Ki Mehfil Ko and so on. He was awarded Pride of performance award and Nigar Award. Alhaaj Khursheed Ahmed died with Brain Hemorrhage. May Allah grant him the place in Jannat-tu-Firdus Ameen.