Jab Se Hua Hai Unka Karam mp3 download by Waheed Zafar Qasmi. Naat Jab Se Hua Hai Unka Karam in Urdu. Jab Se Hua Hai Unka Karam by Waheed Zafar Qasmi mp3 audio free download.
Jab Se Hua Hai Unka Karam Lyrics
Jab se hua he un ka karamkheriat se hun
Ab dukh he na dard he na sitamkheriat se hun
jab se hua he un ka karamkheriat se hun
Thama he jab se daman e kher ul anaam ko
Thama he jab se daman e kher ul anaam ko
Qaaim he tab se mera bharam kheriat se hun
Qaaim he tab se mera bharam kheriat se hun
Sarkar ne nawaza he oqat se siwa
Sab ban gaye hen phoote karam kheriat se hun
Sab ban gaye hen phoote karam kheriat se hun
ishq e nabi me aesa mila he suroor k
Ab chahiye na jah o hasham kheriat se hun
Ab chahiye na jah o hasham kheriat se hun
Ishrat bana hun jab se me sheda huzoor ka
Ishrat bana hun jab se me sheda huzoor ka
Tab se nahin hen aankhen ye nam kheriat se hun
Tab se nahin hen aankhen ye nam kheriat se hun
Jab se hua he un ka karam kheriat se hun
Ab dukh he na dard he na sitam kheriat se hun
Waheed Zafar Qasmi
Waheed Zafar Qasmi was born in 1962. He was a famous Naat Khawan and Qari. He Hifz the Quran-e-Majeed at the age of nine years. Qari Waheed Zafar Qasmi started his career from Radio Pakistan in 1970. His most beautiful recitation of Quran gives him international recognition. He taught Quran Majeed for many years on PTV. He won many national and international awards including Pride of performance award in 1984. His first popular Naat is Allah Hu Allah Hu. Some other popular Naats are Faslon Ko Takalif hay, Zahe muqadar & Midhat us ki. Naat Khawan like Umme Habiba, Javed Akhtar, Roshan Ara Samad are students of Qasmi Sahib.