Ishq Ke Rang Mein Rang Jao Mere Yaar Naat Mp3 Download by Hafiz Ahmed Raza Qadri. Ishq Ke Rang Mein Rang Jao Mere Yaar Lyrics In Urdu.
Ishq Ke Rang Mein Rang Jao Mere Yaar Lyrics
Ishq ke rang me rang jayen jab afkaar tu khulte hein ghulaamon pe woo asraar. ke rehte hein woo tawseef sana e shahe abraar me har lehzaa Guhar baar
Warna woo Sayyidi Aale Nasabi han woohi Ummi Laqabi Hashmi o Muttalabi o Arabi o Farashi o Madani aur kahan hamse gunahgaar
Ishq ke rang me rang jao mere yaar
Aarzu ye he ke ho qalb muattar woo mutahhar woo munawwar woo mujalla woo musaffa. dure aala jo nazar aye kahin jalwa e ruh e shahe abraar
Jin ke qadmon ki chamak chaand sitaaron me nazar aye jidhar se woo guzar jaye woohi raah chamak jaye damak jaye mahak jaye bane rawnaq e gulzaar
Ishq ke rang me rang jao mere yaar
Sung lun khushbu e gesu e Muhammad woo siya zulf nahin jis ke muqaabil ye banafsha ye suyuti ye chambeli ye gule laala o champaa ka nikhaar
Jis ki nagkhat pe hein qurbaan gulo bargo saman naafa e aahu e khutan baade chaman buwe chaman naaze chaman noor e chaman range chaman saara chaman zaar
Ishq ke rang me rang jao mere yaar
Ik shahanshah ne bakhshe jo samarkand o bukhara kissi mahoub ke rukhsaar ke til par magar eh Sayyade Aali teri namos teri azmat par
Eh Rasul e Madani ek nahin laakhon hein qurbaan gahe ishq ke har kuchao bazaar me sar apnaa hatheli pe liye phirte hein karne ko nisaar
Ishq ke rang me rang jao mere yaar
Aap ke zikr me hein dam masala sare huda kawne arab naghma nigaraane ajam shawkate alfaaz e adab azmate kirtaas o qalam baate sabaa mohje naseen
Dahne bulbule shiri lahane umriyo toti shafe mahtaab sitaare malak o hur jina jin ki nawahon me duroodon ka hisaar
Ishq ke rang me rang jao mere yaar
Hafiz Ahmed Raza Qadri
Hafiz Ahmed Raza Qadri was born on 1990 in Lahore in a religious Family. He started Naat Khawani in his childhood. He had won may Naat competition in his student life. His first Naat was Ya Muhammad Muhammad Main Kehta Raha. He got fame in Sehri transmission of Geo News with Aamir Liaqat Hussain. In 2018 he was more searched then Owais Raza Qadri in Google. He traveled worldwide countries like Saudi Arabia, UAE, South Africa, UK, Australia etc. He won several awards worldwide like Most divine Naat Khawan, Award from British Muslim Association London, Award from Pak Welfare Association Kuwait. Ahmed has released more than 10 Naats albums till now. He has attracted the young generation towards Naat Khawani and Islam. A large collection of MP3 Naats of Ahmed Raza Qadri listed below. You can listen online or download some of the famous Naats from the below list.