Reham Karo Ya Shahe Do Alam

Reham Karo Ya Shahe Do Alam mp3 download by Khursheed Ahmed. Naat Reham Karo Ya Shahe Do Alam Lyrics in Urdu. Reham Karo Ya Shahe Do Alam by Khursheed Ahmed audio mp3 free download.

Reham Karo Ya Shahe Do Alam Lyrics

Reham Karo Ya Shah-e-Do Aalam (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)

salla Llahu ‘alayhi wa sallam
salla Llahu ‘alayhi wa sallam

Nazar e Karam Ya Noor –e- Mujassam
Sallal La Ho Alaihe Wasallam
Sallal La Ho Alaihe Wasallam

Reham Karo Ya Shah-e-Do Aalam
salla Llahu ‘alayhi wa sallam
salla Llahu ‘alayhi wa sallam

O Dukhiyon ke Ghar ke Ujale
Majbooron Ki Sunne Waale
Naadron aur Lachaaron ko
Tum Hi Batao Kaun Sambhale
Jiss ka Nahi Koi Uss ke Ho Hamdam

salla Llahu ‘alayhi wa sallam
salla Llahu ‘alayhi wa sallam

Reham Karo Ya Shah-e-Do Aalam
salla Llahu ‘alayhi wa sallam
salla Llahu ‘alayhi wa sallam

Naam-e-Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Mushkil Kusha Hai
Zikr-e-Muhammad Zikr-e-Khuda Hai
Jiss Dar pe Daaman Hai Phailaya Humne
Uss dar se Dunya Ko Sab kuch mila Hai
Unse Hai Jaari Faiz-e-Do Aaalam

salla Llahu ‘alayhi wa sallam
salla Llahu ‘alayhi wa sallam

Reham Karo Ya Shah-e-Do Aalam
salla Llahu ‘alayhi wa sallam
salla Llahu ‘alayhi wa sallam

Mushkil Main Ummat Saari Ghiri Hai
Nazr-e-Karam Ho Mushkil Ghari Hai
Tumsa Nahi Lajpal Koi Hai
Tumne Hi Sabki Jholi Bhari hai
Rehmat Hi Rakhna Hum Sab pe Har Dum

salla Llahu ‘alayhi wa sallam
salla Llahu ‘alayhi wa sallam

Reham Karo Ya Shah-e-Do Aalam
salla Llahu ‘alayhi wa sallam
salla Llahu ‘alayhi wa sallam

Khursheed Ahmed

Khursheed Ahmed mp3 naats free downloadKhursheed Ahmed was born on 1956 in Rahim Yar Khan. He was amongst the best Naat Khawan of his era. He was a typist in Radio Pakistan and Mehdi Zaheer introduced him on Radio Pakistan. Alhaj Khursheed Ahmed recited Naats in various languages includes Urdu, Arabic, Persian, Sindhi Pashto, etc. His first Naat on PTV was in 1978. He got fame from the Naat Zameen o Zaman Tumharay Liye. Some other popular Naats are Yeh sub-Tumhara Karam Hai Aaqa, Janay Walo Ye Tu Batao, Jashne Amade Rasool, Mehboob Ki Mehfil Ko and so on. He was awarded Pride of performance award and Nigar Award. Alhaaj Khursheed Ahmed died with Brain Hemorrhage. May Allah grant him the place in Jannat-tu-Firdus Ameen.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *