Mustafa Jane Rehmat Pe

Mustafa Jane Rehmat Pe By Owais Raza Qadri, Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Lyrics. Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Original Mp3 Download. Darood Salam Mustafa Jane Rehmat.

Mustafa Jane Rehmat Pe Lyrics

Mustafa Jane Rehmat Peh Lakhon Salam
Sham e Bazm e Hidaayat Peh Lakhon Salam

Hum Ghareebon Ke Aaqa Pe Behad Durood
Hum Faqeeron Ke Sarwat Peh Lakho Salam

Jis Ki Tasqee Se Rote Huwe Has Pare
Us Tabassum Ki Aadat Peh Lakho Salam

Door o Nazdeek Ke Sunne Wale Wo Kaan
Kaan e Laal e Karaamat Peh Lakho Salam

Jis Ko Baare Wo Aalam Ki Parwa Nahin
Aise Baazon Ki Kuwat Peh Lakho Salam

Ghaus e Azam Immaamat Tuqa Wan Nuqa
Jalwa e Shaan e Qudrat Peh Lakho Salam

Hind Ke Baadshah Deen Kai Wo Moin
Khawja e Dinno Millat Peh Lakho Salam

Ek Mera Hi Rehmat Mai Daawah Nahin
Shah Ki Sari Ummat Peh Lakho Salam

Kaash Mehshar Mai Jab Un Ki Aamad Ho Aur
Behje Sab Un Ki Shauqat Peh Lakho Salam

Mujhse Kidmat Ke Kudsi Kahe Ha Raza
Mustafa Jaane Rehmat Peh Lakho Salam

Daal Di Qalba Mai Azmate Mustafa
Sayyadi Ala Hazrat Peh Lakho Salam

Muhammad Owais Raza Qadri

Owais Raza Qadri MP3 Naats Free DownloadOwais Raza Qadri is undoubtedly one of the best Naat Khawan in the world. He is also known as Bulbul-e-Madina. He has millions of fans worldwide who love his melodious voice. Alhaj Owais Raza Qadri was born on 1970 in Karachi. He started Naat Khawani at the age of 8. He was married in 1994 in Madina Sharif and has four children. Owais Qadri is greatly inspired by Yousuf Ashrafi late. His several albums have released and his first album was released in 1983.

He has traveled worldwide to attend the Mehfil-e-Naats and Mehfil-e-Milad. His travels destinations include most of the countries where the Muslim resides. He advised to newcomers that Naat Khawani, not a profession but an Ibadat. Before starting Naats Khawani essential knowledge should be learned. Furthermore, Naat Khawans should follow the teachings of Islam and Sunnah of the Holy Prophet (PBUH). The fans from all over the world love his sweet and melodious voice. He has recited many classic Naats. We will try to provide you the all classic Naats of Owais Raza.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *