Makkah Yaad Aata Hai

Makkah Yaad Aata Hai Naat By Junaid Jamshed Mp3 Download, Wo Makkah Yaad Aata Hai Lyrics In Urdu.

Makkah Yaad Aata Hai Lyrics

Mujhe furqat me rah kar phir Wo Mekkah yaad aata hai

Wo zam zam yaad aata Hai wo kaba yaad aata hai

Pahan kar sirf do kapde Mera wo cheekhte phirna

Wo koshish yaad aati hai Wo nara yaad aata hai

Jahan jakar main sar rakhta Jahan main hath phailata

Wo chaukhat yaad aati Hai wo parda yaad aata hai

Kabhi wo daud kar chalna Kabhi ruk ruk ke rah jana

Wo chalna yaad aata hai Wo naksha yaad aata hai

Kabhi wahshat me aakar phir Safa par jake chadh jana

Wo mas’a yaad aata hai Wo marwa yaad aata hai

Kabhi chakkar lagana Hajiyon ki saf me lad-bhadh kar

Wo dhakke yaad aate hain Wo jhagda yaad aata hai

Kabhi phir unse hatkar Dekhna kaabe ko hasrat se

Wo hasrat yaad aati hai Wo kaba yaad aata hai

Kabhi jana min’a ko aur Kabhi maidan-e-arfat ko

Wo majma yaad aata hai Wo sehra yaad aata hai

Wo patthar marna shaitan ko Takbeer padh padh kar

Wo ghogha yaad aata hai Wo sauda yaad aata hai

Min’a me laut kar Qurbani karna mera dumbe ko

Wo sunnat yaad aata hai Wo fidiya yaad aata hai

Min’a se sar munda kar Daud jana mera kabe ko

Wo ziyarat yaad aati hai Wo jana yaad aata hai

Min’a me rahkar raton me Duayen mangna mera

Wo naale yaad aate hain Wo giriya yaad aata hai

Wo rukhsat ho ke mera Dekhna kabe ko mud mud kar

Wo manzar yaad aata hai Wo jalwa yaad aata hai

Mujhe furqat me rah kar phir Wo Mekkah yaad aata hai

Wo zam zam yaad aata Hai wo kaba yaad aata hai

Junaid Jamshed

Junaid Jamshed mp3 naats free downloadJunaid Jamshed was a Naat Khawan, pop star, fashion designer, host & preacher. He got fame from his song Dil Dil Pakistan. He was born in 1964 in Karachi. His father was in Pakistan Air Force as a group captain. He is a bachelor in Mechanical Engineering. He started his singing career in 1983. His band Vital Signs released his first album in 1987. He leaves the music industry when his career was at the peak. Junaid Jamshaid devoted himself to the preaching of Islam. He was also in the list of top 500 influential Muslims.

In the late 1990s’ he met with renowned scholar Maulana Tariq Jameel in a Tablighi Ijtima. Junaid Jamshaid leaves the music industry and devoted himself for religion. He came back into music for a while and leave the music industry completely in 2004. Junaid struggled financially after leaving the music industry. He came over his financial problems after the success of her clothing brand J. Junaid Jamshaid recites many naats from 2003 until his death. His popular Naat albums are Jalwa-e-Janan, Badr-Ud-Duja, Hadi-Ul-Anaam, Noor-ul-Huda etc.

He died in a plane crash with his second wife while he was returning to Islamabad from Chitral. His plane was crashed near Havelian killing all the passengers. His death remembered as a national tragedy. Maulana Tariq Jameel offered his funeral prayer and he was buried in Darul Uloom Karachi.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *