Lo Madine Ki Tajalli

Lo Madine Ki Tajalli By Siddiq Ismail Mp3 Download. Lo Madine Ki Tajalli Se Lagaye Huye Hain Naat Lyrics.

Lo Madine Ki Tajalli Lyrics

Lo Madinay ki tajalli se lagaye huye hain

Dil ko hum matlae anwaar banaye huye hain

Kashtiyan apni kinaaray se lagaye huye hain

Kya wo doobay jo Muhammad ki tira’e huye hain

Sharme isiyan say nahi saamne jaya jata

Ye bhi kya kam hai teray sheher me aye huye hain

Ik jhalak aaj dikha gumbaday khazra ke maki

Kuch bhi hai door se didar ko aye huye hain

Haaziro naaziro nooro bashar gaib ko chorr

Shukr kar wo teray aibon ko chupaye huye hain

Naam ate hi Abubakro Umar ka lab par

Tu bigadta hai wo pehlu me sulaye huye hai

Qabr ki neend se uthna koi aasan na tha

Hum to mehshar me unhe dekhne aaye huye hain

Kyon na palda tere aamal ka bhari ho naseeb

Ab to mizaan pe sarkar bhi aaye huye hain

Sar pe rakh dijiye zara daste tasalli aakha

Gum ke maare hai zamane ke sataye huye hain

Teri nisbat hi to hai jiski badaulat hum log

Kufr ke daur me Imaan bachaye huye hain

Siddique Ismail

Siddiqu Ismail naats mp3 downloadSiddique Ismail was born on 1954 in Karachi. He started Naat Khawani at the age of nine years. Due to polio, he lost his legs in early age. He is reciting Naats for more than 50 years now. The first time he appeared on radio Pakistan in 1956 and late on in 1969 he recited Naats on PTV. He is one of the first Naat Khawan of PTV. He got fame from the Documentary of the construction of Makkah & Madian. In his melodious voice, the Azaan telecasted for many years on PTV.

He was awarded pride of performance in 1985 & Sitara-e-Imtiaz in 2012. Most of his Naats are in Urdu language but he also recites Naats in Arabic, Persian, Sindhi, Pashtu languages. He recited more than 1200 Naats. His most famous Naats are Ya Rasool Allah Teray Dar k Ghulamon, Noori Mehfil Pay Chadr Tani Noor key, Madinay Ka Safar Hai etc.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *