Lab Per Naat E Pak Ka Naghma

Lab Per Naat E Pak Ka Naghma Mp3 Download By Waheed Zafar Qasmi. Lab Per Naat E Pak Ka Naghma Lyrics.

Lab Per Naat E Pak Ka Naghma Lyrics

Ab Per Naat-e-Pak Ka Naghma Kal Bhi Tha Aur Aaj Bhi Hai
Mere Nabi Se Mera Rishta Kal Bhi Tha Aur Aaj Bhi Hai

Aur Kissi Jaanib Kyun Jayein Aur Kissi Ko Kyun Dekhein
Apna Sab Kuch Gumbad-e-Khizra Kal Bhi Tha Or Aaj Bhi Hai

Mere Nabi Se Mera Rishta Kal Bhi Tha Or Aaj Bhi Hai

Pust Woh Kaisay Ho Sakta Hai Jiss Ko Haq Ne Buland Kiya
Dono Jahan Mein Unka Charcha Kal Bhi Tha Or Aaj Bhi Hai

Jiss Ke Fayz Se Bunjar Seeno Ne Shadabi Payi Hai
Mauj Mein Woh Rehmat Ka Darya Kal Bhi Tha Aur Aaj Bhi Hai

Mere Nabi Se Mera Rishta Kal Bhi Tha Aur Aaj Bhi Hai

Batlado Ye Har Dushman-e-Deen Ko Ghairat-e-Muslim Zinda Hai
Deen Per Mar Mitne Ka Jazba Kal Bhi Tha Aur Aaj Bhi Hai

Inke Dar Se Sab Ho Aaye Jaa Na Saka Tou Aik Sabhi
Ye Ke Aik Tasweer-e-Tamanna Kal Bhi Tha Or Aaj Bhi Hai

Jinn Aankhon Se Taiba Dekha Woh Ankhein Betaab Hai Phir
Inn Ankhon Mein Aik Taqaza Kal Bhi Tha Or Aaj Bhi Hai

Waheed Zafar Qasmi

Waheed Zafar Qasmi mp3 naats free downloadWaheed Zafar Qasmi was born in 1962. He was a famous Naat khawan and Qari. He Hifz the Quran-e-Majeed at the age of nine years. Qari Waheed Zafar Qasmi started his career from Radio Pakistan in 1970. His most beautiful recitation of Quran gives him international recognition. He taught Quran Majeed for many years on PTV. He won many national and international awards including Pride of performance award in 1984. His first popular Naat is Allah Hu Allah Hu. Some other popular Naats are Faslon Ko Takalif hay, Zahe muqadar & Midhat us ki. Naat Khawan like Umme Habiba, Javed Akhtar, Roshan Ara Samad are students of Qasmi Sahib.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *