Dame Iztirab Mujh Ko

Dame Iztirab Mujh Ko Mp3 Download By Hooria Faheem Qadri, Dame Iztirab Mujh Ko Naat Lyrics.

Dame Iztirab Mujh Ko Lyrics

Dam-E-Iztirab Mujhko Jo Khayal-E-Yaar Aaye
Mere Dil Main Chain Aaye,To Isse Qarar Aaye
Mere Dil Main Chain Aaye,To Isse Qarar Aaye

Na Habeeb Se Muhib Ka Kahin Aisa Pyaar Dekha
Na Habeeb Se Muhib Ka Kahin Aisa Pyaar Dekha
Woh Bane Khuda Ka Pyaara, Tumhen Jiss Pe Pyaar Aaye
Woh Bane Khuda Ka Pyaara, Tumhen Jiss Pe Pyaar Aaye

Mujhe Kiya Ho Gham Alam Ka,Mujhe Kiya Ho Gham Alam Ka
Ke Ila’aj Gham Alam Ka,Mere Gham Gusa’ar Aaye
Ke Ila’aj Gham Alam Ka,Mere Gham Gusa’ar Aaye

Jo Chaman Banaye Ban Ko, Jo Jina’a Kare Chaman Ko
Jo Chaman Banaye Ban Ko, Jo Jina’a Kare Chaman Ko
Mere Baagh Main Ilahi, Kabhi Woh Baha’ar Aaye

Sabab-E-Gufoor-E-Rehmat Meri Bezubaniyan Hain
Sabab-E-Gufoor-E-Rehmat Meri Bezubaniyan Hain
Na Fuga’an Ke Dhang Jaano’n, Na Mujhe Pukaar Aaye
Na Fuga’an Ke Dhang Jaano’n, Na Mujhe Pukaar Aaye

Teri Wehshaton Se Ae Dil Mujhe Kiun Na Aar Aaye
Tu Unhi Se Door Bhage Jinhein Tujh Pe Pyaar Aaye

Hooria Faheem Qadri

Hooriya Faheem Qadri mp3 naats free download

Hooria Faheem Qadri was born in Karachi. She was one of the most famous female Naat Khawan nowadays. She is appearing regularly on QTV and other Islamic TV channels. Hooria started Naat Khawani just at the age of five years. Her more than 20 albums released till now. She was married to Faheem ud Din Nizami and has one son and one daughter. She traveled to many countries for Mahafil-e-Naats, especially in the UK. Hooria Faheem has millions of fans worldwide. She always encourages the females to recite Naats. Below are some of the most popular Naats of Hooria Faheem Qadri.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *