Azal Ki Khushboo

Azal Ki Khushboo Naat Mp3 Download By Waheed Zafar Qasmi, Azal Ki Khushboo Lyrics.

Azal Ki Khushboo Lyrics

Azal Ki Khushboo Ho jismein Pinhaa’n
koi batae tu naam aisa
wo naam-e-Ahmed ke phool barsein
Bayan Aisa Kalam Aisa Azal Ki Khushboo

Wohi Hai Qur’an wohi ha furqa’n
wohi hai rab jiska hai sama khaa’n
Farishte pardh pardh ke jhoomte hain
Durood aisa Salam aisa Azal ki khushboo

Hai deen-e-haq mein jamal-e-yazdaan
hai arsh bhi jispe naaza’n
wohi tu laya hai deen aisa
wohi tu laya nizaam aisa Azal ki khushboo

wo jis ka saya tu arsh par hai
wo jis ka zaroon ke dil mein ghar hai
wohi jo chamka tu phir na dooba
wohi hai mahe tamam aisa Azal ki khushboo

nazar be yaqsaa’n ghulam-o-aaqa
buzurgon par tar hai sirf taqwa
koi jahan mein hai deen aisa
kahin hai koi nizaam aisa Azal ki khushboo

Woh jis andheri gali se guzra
badal diya noor mein andhera
dilon ki dunia badal ke rakhdi
dia dilon ko payam aisa Azal ki khushboo

Aqeel aisa khalil aisa
jalil aisa jamil aisa
na riffaton mein na azmaton mein
kisi ne paya maqam aisa Azal ki khushboo

qala’t aisi sa’adat aisi
riya’zat aisi ‘iba’da’t aisi
wo jispe kaabe ko washjd aaya
sujood aisa qayam aisa

Azal ki khush boo ho jismein pinhaa’n
koi batae tu naam aisa
woh naam-e-Ahmed ke phool barsein
bayan aisa kalam aisa
Azal ki khushboo

Waheed Zafar Qasmi

Waheed Zafar Qasmi mp3 naats free downloadWaheed Zafar Qasmi was born in 1962. He was a famous Naat khawan and Qari. He Hifz the Quran-e-Majeed at the age of nine years. Qari Waheed Zafar Qasmi started his career from Radio Pakistan in 1970. His most beautiful recitation of Quran gives him international recognition. He taught Quran Majeed for many years on PTV. He won many national and international awards including Pride of performance award in 1984. His first popular Naat is Allah Hu Allah Hu. Some other popular Naats are Faslon Ko Takalif hay, Zahe muqadar & Midhat us ki. Naat Khawan like Umme Habiba, Javed Akhtar, Roshan Ara Samad are students of Qasmi Sahib.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *